Link Adhar Card with Bank Account Online and Offline Mode Update
Link Adhar Card with Bank Account Online and Offline Mode Update Adhar Number details to Bank Account for LPG Subsidy. Jaisa ki mai aapko pichhle post me bata chuki hu Indian Government ne Adhar Number mandatory kar diya hai. Jaha kahi bhi document submit karna hota hai waha Adhar Card must hai. Abhi kuchh din pahle Government ne LPG par direct Subsidy dena band kar diya. Subsidy amount direct user ke account me aa raha hai. aise me account ko Adhar Card se link karna bahut jaroori hai. Link Adhar Card To Bank Account Adhar Card ko Account se Connect karna bahut hi easy hai aur aap ise Ghar baithe aasani se kar sakte hai. Is Post ko dhyan se poora padhe. Is Tips ko use kar almost sabhi bank account me Adhar card number add kar payege. Chahe Aapka account State bank of India(SBI), Punjab National Bank(PNB), Central Bank of India (CBI), Oriental Bank of Commerce(OBC), HDFC, ICICI,Canara, Axis Bank ya kisi doosre Bank me ho. Waise Next Post me mai sabhi Bank ke liye alag – alag Post bhi